अहमदाबाद में हुए बम विस्फोट से चिंतित और सदमे में था देश.. लेकिन उसके बाद सूरत में जिसमें तरह तथाकथित बम बरामद हो रहे हैं, उससे लगता है यह वाकई आतंकवादियों की करनी है या दाल में कुछ काला है? भला कोई आतंकवादी पेड़ पर बम क्यों रख जाएगा, जैसा कि सूरत में हुआ…

बात हंसी की नहीं है, लेकिन सोचने की जरूर है। ये कैसे “आतंकवादी” थे जो पेड़ों पर बम रख गए? खुले स्थानों में ऎसे बम छोड़ गए जैसे आम लोग कचरा फेंक जाते हैं। एक –दो नहीं, 18- 20 “कथित” बम सार्वजनिक स्थानों से बरामद हुए। “कथित” इसलिए, कि आपने भी टीवी पर देखा होगा, पुलिस वाले नंगे हाथों से कैसे कागज की पर्तें फाड़ कर “बम” के तार काट रहे थे।

ये बम थे? इतने सारे? इतनी लापरवाही से रखे गए? सड़क पर, दूकान के सामने, पेड़ पर…इतने सुरक्षित कि नंगे हाथों से उनके कागज फाड़ कर तार काट दिए जाएं?
आज तक दुनिया में कहीं, किसी आतंकवादी ने पेड़ पर बम नहीं लटकाया होगा जैसा कि सूरत में नजर आया।

दाल में कुछ काला तो नहीं?



38 Responses to “पेड़ पर बम? माजरा क्या है?”

  1. 1 Shashank

    aap logo ko har jagah DAAL MAIN KAALA hi nazar aata hai …..

  2. 2 Akhlaq Husain

    aapki baat mai dam hai boss

  3. 3 Khushwant

    Dal Mein kuch Kala Nahin………. Poori Dal Hi kaali hai……..

  4. 4 Rajesh Patel

    Solid chakka mara hai hum bhi yahi soch rahe hai kahi yeh public ko bevkufh to nahi bana rahe ?

    Par yah neta nahi jante “yeh to public hai yeh sab janti hai public hai ”

    Ha Ha Ha

  5. 5 rajiv varma

    modi ka train ke baad nya game hai.lagta hai unki a gai hai

  6. 6 Bhupendra Sharma

    bhaiya… If you remember, abhi kuchh din pehle jammu me soldier ki gadi par bum dhamaka hua tha, woh kaise hua tha pata hai?? bomb ko pedo par rakha gaya tha aur ek bomb side me rakha tha.. then when the van of soldier came under tree, it was blasted.. and 10 soldiers died…

  7. 7 mehboob

    aap agli bar hamari cricket trimurti ke bare me jarur likh ye ga
    srilnka me kiya gajab ke khel rahe hai ……………

  8. 8 beauty

    kyu per bam nahi chhor sakte atankvadi.jahir ho ahmadabad visphot ke bad vo lagatar dhamkiyan hi de rahe hai,to ise sach sabit karne ke liye per par or sarak par dikhane le liye hi rakh diya or kya?

  9. 9 bhagwat

    aap media walo ka koi bharosa nahi , aaj kuch to kal kuch aur isliye jo dikhta hai usape bharosa karo .

  10. 10 iqbal ahmad

    jhakass…..kya solid bouncer mara hai aap ne in leaders ke muh par. fhir bhi hindu to ye hi samajh te hai ke yeh musalmano ka kaam hai.

  11. 11 Netizen

    Suhshma swaraj ne kaha hai ki yeh visfot kendra ki govarnament kara rahi hai, pahle ye baat kuch atpati lagi , lekin lagta hai wastav me Dal me kala hai…ya kahiye kale me daal hai!

  12. 12 Amir

    sahi keh rahe ho yaar daal mai kaala nahi poori daal kaali lag rahi hai. wesay batane ki zaroorat nahi hai hamaari janta bhoaut samajhdaar hai sab jaanti hai ki yeh kaam kiska hai.

    Atagwadi ager aesa kerte tou paed per bom kyu latkaate ya ho sakta hai paed se kuch khaane gaye ho aur bom wahi per bhool aaye ho. ha ha ha

  13. 13 rajendra patwa

    mai bhi yeh manta hu ki”dal me kuchh kala hai” yeh bat 100% sach hi lagti hai aur bahut hi tajjub hota hai ki aatankvadi ped par aur hordings par bumb rakh kar apni bahaduri ka parichay dena chahate hai.
    main manta hu ki vakai hi yeh sidhi-sadi janta ko budhhu banana chahti hai. ab yeh kaun kar raha hai ya to neta jante hai ya inteligence services wale jante hai
    lekin yeh sabhi ko budhhu nahi bana sakte hai.
    apne desh par garv karu ya sharm karu samajh me nahi aata hai

  14. 14 Laddo Jaunpuri

    Hamare leders ke liye awaam laboratory mein suar ke manind hote hain. Phir Gujarat to Hindutwa ki prayog shala hai.
    Dal mein kala -kya-yeh dal hai hi nahin.Dahtoora paka rahe hain aur dal kah kar pros rahe hain.

  15. 15 Raj Kumar Das

    Bhartiya log apne se jyada dusre ki thali me dekhte hai.Koi dusre ko achha nahi dekh sakta.
    Hamesha ladte rahne me hi we khush rahte hai.

    Netaji ya political agencies bhi apni pahuch banane ke liye kartab karte hai.

    Bharat ko bhagwan hi bacha sakta hai.

  16. 16 SUNIL PANDEY

    YEH KAM SHARARTI LOGO KA BHI HO SAKATA HI
    AGAR KISHI NE AISA SHARART KI HI TO BADE SHARM KI BAT HI

  17. 17 aaj tak

    dal me kuch kala to hai

  18. 18 shashikant sharma

    hamere desh mai har kisi ko bolne kaa mokaa diya jaataa hai per ek garib ko nahi ye sari karastani modi ki hai wo logo mai sahanubhuti jataanaa chhahai taa hai yadi ye bomb aatankvadi ne rakhe hote to wo vihr vate kyo nahi yahaa to poori dall hi kaali hai

  19. 19 vishal kamble

    india tv ne pehali bar kuch sahi kaha hai muje to pehale se hi in netao bharosa nahi hai ek bi neta imandar nahi hai abhi lwction ane vala hoga isliye sab natak shuru kar diye hai sirf ek hi neta imndar hai jisane kam karke dikhaya hai lalu prasad yadav i like him aur baki sab to curept hai bomb blast hone se pehale sarkar ko pata chal gay ki kaha rakhe huye hai aur blast nahi huva ye to nayak picture ki story hai yar ab ye dekhana hai ki anil kapoor kaun hai ha ha ha ha

  20. 20 Mohd. Fareed

    aap bilkul sahi keh rahey ho. ek bam bhi footnahi raha tha. aur kasmir main itney dino se hangama ho raha hai par sena bhi kuch nahi kar rahi hai. aur indore main to 10 mint main firing kar dithi. socho kya ho raha hai.

  21. 21 TEENA GOYAL

    SURAT ME BAM MILNA EK IB KI PRACTICE HO SAKTI HAI. JISASE KI AAGE KE LIYE DESH KI JANTA SAVDHAN HO JAYE.

  22. 22 bharat shah

    Modiji ko yesi giloni harkat karne me koi ras hai na to vakta hai. Subah se rat tak rajya ke vikas ke kam me vyast rahate hai. Vo chutani apane kam ke adhar pr hi jitate hai. modiji ko badnam karne ke liye ye sab sambradayik ke nam par apani kartut kar rahe hai. Gujarat ke log dharam ya jati par sarkar nahi banate yahake jyadatar log mulyo ke adhar par chunate hai.Satya der se bhi sahi lekin samne a jayega

  23. 23 lokesh pal

    wase lagta to nahi isme kisee naita ka haath hai but ager hoa to mai to bolta hoo us naita ko sadak par khada karke golee maar denee chaiye.but lagta hai isme kisee dosre desh ka kaam hai jisme hamre desh ke khoch gande logo ne saath diya hai.

  24. 24 Khurana Tejprakash

    Why donot you say clearly thet,” Bomb to Modi ne he rakhwaya hein!” ISI ,”SiMi to scche deshbhakt log hai”.

  25. 25 anshul

    Khuda ka shukar hai ke ab SURAT me BUM milne bund ho gaye hai. Aisa lagta hai ke ab SARKAAR JAAG GAYEE HAI. Syaayad intelligence walo ne bhi chetaaya ho ke ab BAHUT HO GAYA , BUND KARO YE SAB NAATAK. Waise Aatankwadi bhi naye naye prayoog GUJRAT me hi kyon kartey hain? Jarra sochne ki baat to hai na.

  26. 26 HARISH

    KISI NE LIKHA HAI KI HINDU YE SAMJENEGE KI YE BAM MUSLAMANO NE RAKHWAYE HAI TO MAIN UNHE BATA DU AAPKE MUSALMANO NE APNI CHAVI KHUD HI KHARAB KARLI HAI, BHARAT MAIN TO THIK HAI VIDESHO ME TO SIDHE HI SHAQ KIYA JATA HAI,
    JAISE EK KHARAB KIDA SABHI VASTUO KO GANDA KARTA HAI
    VAISE HI KUCH MUSALMANO NE PURI KOUM KI NAAK KAT KAR PAKISTAN ME BECH DI H
    SABHI MUSLIM BHAIYO SE APPEL H KI JEHAD V DHARM KUCH BHI NAHI HAI, DESH K BANO YE SADKE, SUVIDHAYE DESH NE SABHI NAGRIKO KO ISILIYE DI H TAKI AAP AARAM SE RAHO

  27. 27 bharat shah

    abhar

  28. 28 amin shaikh

    Hume to lagta he yeh sub RSS ya Visvu Hindu Parisad Ya Asaram Ashram Valo ne Hathiyar Hindu Kattarvadi ko Bante Honge….Sirf Musalmano ko target rakhke Tapas Karna police or modi sarkar ki kamjori najar aati he…yah to gujarat ki public ka majak he… ya gujarat sarkar ka majak udaya ja raha he….

  29. 29 vijay

    ye hinustan ki ladai hai . kai se ladi jaani hai , modi ko pataa hai . dimakh laddao ,sardar vallabhai patal ke sare goon unme hai . islami aatankvaad ko hindu kattar vad se vo katam ker denge . sardar ki filme, kitabe follow karo modi patha apako mile ga, dimakh laddao .

  30. 30 vijay

    Cong, shayad desh ke muslimo ko guma rah kar ke apani vote bank strong karana chahti hai . aaj bharat ke is durdash ke liye Cong hi jimedar hai. logone gahrai se sochana chahie aur C ko hamesha ke liye. bahar kar dena chhahiye, mita dena chhiye beacuse your coming generation will suffer very badly , you have to do it only for them ! aachray darmendra kr vichar suniye aap ko sahi baat ka pataa chal jaye ga . jai hind ! jai subash chandra bos !

  31. 31 bharat shah

    Modiji ke bareme aisi ghiloni bante sochana bhi apane ap me ek pap hai. Gujaratke log netaka prajalakshi kam dekhate hai aur prajamat Modijiko apane karyaki safalata ke rupme mila hai. Gujarat policene apana kam dikhakhar Gujarat sarkarki safalta ek aur parichay diya hai. koibhi Dharam ka matlab hai sachaiko sath dena aur ek dharamke bhagwanko manane waleko ahsa hona chahiye ki uska bhagwan harek prani matra ka bhagwan hai. Paigambar sahebko jivan charitra kitna sadgi aur sachaiwala tha aur unka jivan premka sandesh deta hai. Gujaratme harek dharam palnewala apana kam karneme koibhi bhedbhav mehsus nahi karte. Modijika raj vikas aur pragatika mantra hai.

  32. 32 arri

    Sach mein bada ajeeb lega dekhkar kee peed pur bum hai, kab koi ped pur bomb lega sakta hia

  33. 33 vikrant dutta

    terrorist itne bebkoof to nahi lagte. par kya kahein jab kismat kharab ho to chatt pe bhi kutta kat leta hai

  34. 34 sdut

    Nepali vehicles on detour robbed

    will you please forward to this news all over to india
    BY RABINDRA UPRETI

    MAHOTTARI, Sept 27 - Increasing numbers of Nepali vehicles ferrying goods and passengers to the western districts from Sunsari via the Indian route are being robbed in India in recent times.
    According to some drivers, the robbers stop every vehicle bearing a Nepali license plate on the pretext of collecting “plying entry charge” to rob goods and passengers. These robberies mostly take place in the area between Purniya and Barauni of India.

    Only on Friday, two freight trucks bound for Mahottari and Siraha districts from Morang were robbed by two persons. The robbers also assaulted one of the drivers, Kumar Dhakal.

    “The robbers stopped our trucks and demanded money. When I refused, they attacked me,” Dhakal said, showing his wounds and bruises. Dozens of Nepali vehicles are robbed along this highway everyday, Dhakal said.

    Meanwhile, some of the victims claim that Indian police personnel are also involved in these robberies. One of the victims said that some Indian locals had told him that one of the robbers was in fact a policeman of that area. After the Koshi floods of last month damaged the Sunsari segment of East-West Highway, many Nepali vehicles are compelled to use the Indian route to reach their destinations.

    Posted on: 2008-09-27 19:39:45 (Server Time)

  35. 35 nitin

    ab ped par bhi bam ugne lage hai bhai

  36. 36 prashant timbadiya

    aapki baat sahi he>
    aatakvadi ped par nahi lagata>

  37. 37 Nikhil

    Kyo Muslim logo ko baksh dete ho. Har muslim yehi kahega ki ye hamne nahi kiya. Musalmano ki tarfdari karana band kar aur apna kaam kar.

  38. 38 imran

    good point lakin humera neta is baar na to khud sochtey hai aur nahi janta ko soochney detey hai

Leave a Reply

(Antispam code, 3 black symbols)
captcha image